Jan hamari
7. Jan hamari
Jan hamari shan hamari man hamara hai tu… tu….
Jan se badkar shan se badhkar man se badhkar hai tu…. tu….
Tere sang-sang ji lu
Pyare rang-rang khelu
Lakh pal ki tamanna
Har pal-pal bita du jo chahe tu…
Tu.. tu jan hamari….
Chor hamara yar hamara pyar hamara hai tu… tu…
Chor se badhkar yar se badhkar pyar se badhkar hai tu… tu…
Tare sang-sang ginu
Raten sang-sang jangu
Phalak phulo ki mahak bharun
Arman ye pure karun jo chahe tu
Tu… tu jan hamari….
Koi galti kisi ki
Kabhi maph na hoti
Bina dil ke dukhayen
Koi aankh na roti jo roye tu
Tu… tu jan hamari
Khan hamara man hamara chan hamara
Khan se badhkar man se badhkar c
han se badhkar hai tu
टिप्पण्या
टिप्पणी पोस्ट करा